PIYA
BINA
Lyrics: Surinder Mishra
Music: Santosh Nair Piya bina jeena
Naare naare saki naare
Haal jiya kehna
Naare nare saki naare
Meethi chubhan hai
Uljhan si man mein
Phoolon si narmi
Hai ye badan mein
It ut dhole jiya re
Ye kaase kaho re
Seene mein dil hai dil hai aur dil mein dadhkan
Dhadkan mein vo hai, vo hain , jinki main hoon jogan
Piya piya bole ,
Hai re jiya, dole jiya re
Ye kaase kahoon re
Piya bina jeena
Naare naare saki naare
Haal jiya kehna
Naare nare saki naare
Tan pe lagalu tumko, aanchal banake
Akhon mein bharlu sajna, kajal banake
Khae hichkole
Hai re jiya dole jiya re
Piya bina jeena
Naare naare saki naare
Haal jiya kehna
Naare nare saki naare
Meethi chubhan hai
Uljhan si man mein
Phoolon si narmi
Hai ye badan mein
It ut dhole jiya re
Ye kaase kaho re
Piya bina jeena
Naare naare saki naare
Haal jiya kehna
Naare nare saki naare
OONCHI
NEECHI
Lyrics: Maya Govind
Music composed by Ira Roshan
& arranged by: Santosh Nair
Oonchi
neechi hai dagaria
Patli hai mori kamaria
Zara dhire chalo ji
O Balam dhire chalo ji
Thandi chalay hai bayaria
Chheemi hai mori chuanria
Zara dhire chalo ji
O Balam dhire chalo ji
Paao moray
komal hain kanta chubhay ray
Chunri sambhaloo to kangna phansay ray
Galo pay lali aur akhya hain kari
Chhup chhup kay takaay hai chhalia shikari
Jag ki nazar hai kataria
Lajjay hai mori nazaria
Zara dheeray chalo ji
O Balam dheeray chalo ji
Dekho ji
dekho woh bargad ki chhayya
Bayya pakad kay chalo moray sayya
Kari badarya hai bijli bhi kadkay
Lagay hai der mora jiyera bhi dhadkay
Hoon bholi baali gujaria
Bali hai mori umaria
Zara dhire chalo ji
O Balam dhire chalo ji
TOP
OOVA
OOVA
Lyrics: Manohar Iyer
Music: Santosh Nair
Man boley
Oova Oova
Tan doley oova oova
Hua rey mujhey kuch hua;
Kya hua, kyon hua,
Kab hua, Jo hua.
Neend bhi
aaye,
Magar so na Paaun main;
Kaun Jagaaye,
Jaanu to kyon chhupaaun main.
Jo hota hai woh,
Kabhi Pehley naa hua;
Ho Jo rahaa hai,
Haay kisey, kis tarah samjhaun main
Pyaar hua
hai,
Zamana mujhsey kehta hai;
Jissey hua hai,
Wohi to dil mein rehta hai,
Jee chaahta hai ki,
ho usey bhi ye khabar;
ki pyaar ka meetha,
dard ye, kis tarah dil sehta hai.
TOP
HOO
HALLA HOO
Lyrics: Manohar Iyer
Music: Santosh Nair
Silky
silky baal mere
Hoo Halla Hoo
Chubby Chubby gaal mere
Hoo Halla Hoo
Baheki
Baheki chaal meri
Hoo Halla Hoo
Adaaye bemisaal meri
Hoo Halla Hoo
Duniya mere peeche aaye
Main kya karoon
Koi to bataein
hai main kya karoon
Hoo Halla
Hoo
Yeh zamaana
hai deewaana
Hoo Halla Hoo
Yeh chahe mujhse dil lagaana
Hoo Halla Hoo
Bana mera dil nishaana
Hoo Halla Hoo
Ise na janoo main bachaana
Hoo Halla Hoo
Dil mera yeh loot na jaye
Main daroo
Koi to baataein main kya karoon
Hoo Halla
Hoo
Sabh mujhi
se milna chahe
Hoo Halla Hoo
Milke Saath Chalna chahe.
Hoo Halla Hoo
Yaari baatein karna chahe
Hoo Halla Hoo
Bas mujhi pe marna chahe
Hoo HAlla Hoo
Kuch bhi yeh samajh na paye
Uff main daroo
Koi toh bataein main kya karoo
Hoo Halla
Hoo
TOP
CHORI
CHORI
Lyrics: Maya Govind
Music: Ira Roshan
[Lines sung by
Chorus are typed in blue] Chori
chori anay walla hai [repeat]
Pyar barsanay walla hai [repeat]
Chori chori anay walla hai [repeat]
Hai ni mera sajna
Piyar barsanay walla hai [repeat]
Hai ni mera sajna
Jab say ussay dekha hai dil
matwalla hai
Uss ki adaon ka to rang hi nirala hai
Jadoo sa jaganay walla hai
Hai ni mera sajna
Chori chori anay walla hai
Hai ni mera sajna
Dil mera mangay ga to jaan
ussay de doogi
Zindagi ke saray arman ussay de doogi
Chupke lejanay walla hai
Hai re mera sajna
Chori chori anay walla hai
Hai ni mera sajna
Piyar barsanay walla hai
Hai ni mera sajna
TOP
HOTLINE
Lyrics: Sandra Richards
Music: Charles Siquiera Vaz
HELLO!
Suna hai tumhe - Bad boy samhajte hai
(samhajte hai)
Kehete hai, experience liya hai (liya hai)
M.ilna hai, tumse zaroor milna hai (milna hai)
But if you arc too busy - really that's fine
Kyonki - phone karoongi
- baatein karoongi (2)
Choona hai tumko, chahiye tu mujhko (2)
Paana hai mujhko, khona hai tujhko
Suno zara to - on my hotline
Suna hai tumhe - Bad
boy samhajte hai
(samhajte hai)
Kehete hai, experience liya hai (liya hai)
Milna hai, tumse zaroor milna hat (milna hai)
But if you are too busy -
check you on my hotline
Let's go!!
Dekha hai kahin - girl
friends patati hai
Peeche padd hai - deewana banati hai
(banati hai)
Milna hai - tumse zaroor milna hai (milna hai)
But if you are too busy
Really that's fine
Kyonki - phone karoongi
baatein karoongi
choona hai tumkp, chaahiye tu mujhko (2)
I'll get you on line,
Yes you will be mine
'cause you sound so fine, on my hotline
Dekha hai kahin - girl
friends patati hai
Peeche padthi hai ~ deewana banati hai (banati hai)
Milna hai - tumse zaroor milna hai (milna hai)
But if you are too busy
Check you on my hotline
Hit it
Oh 1,2, 3, hit it
Maana hai tumhey - bar haal mem paana hai
(paana hai)
Socha hai hamme chakkar chalana hai
(chalana hai)
Milna hai tumse zaroor milna hai (milna hai)
But if you are too busy
really that's fine
Kyonki - phone karoongi
Vaade karoongi
Behek jaoongi
Beheka doongi
Tum ko tumhee se
Chura jaoongi
Tujhko yoonhi
Behela doongi
Aaj nahin to
Kal mein miloongi
Mil zara tu -on my hotline
TOP
AANKH
MAAR GAYA
Lyrics: Maya Govind
Music: Ira Roshan
[Lines
sung by Chorus are typed in blue]
Ankh mar
gaya
Munda rupalay walla
Ankh mar gaya
Ankh mar gaya
Tenu
Munda rupalay walla
Ankh mar gaya
Neend ko udanay wala
Chayn ko churanay wala
Dil ko lubhanay wala
Tenu
Ankh mar gaya
Munda rupalay walla
Ankh mar gaya [Repeat severally]
Ankh mar
gaya koi bura na kiya
Jado ker gaya koi bura na kiya
Raat raat jagni ki saza de gaya
Mujhe bechayni ka tohfa de gaya
Hans ke hansa ke
Menu chhat pe bula ke
Phhoolo ka guchha thama ke
O menu ankh mar gaya
Ankh mar gaya
Menu
Munda rupalay walla
Ankh mar gaya
Neend ko audanay wala
Chayn ko churanay wala
Dil ko lubhanay wala
Tenu
Ankh mar gaya
[Dialogue with Chorus]
Kel mien
to college ja rahi thhi padhnay
Aake jab rah meri roki uss nay
Haath se kitabien Rabba mairay gir gayien
Der ke maray Rabba mien to neeli pud gayi
Ankho mien yu muska ke
Hath ko meray daba ke
Piyar bhari chitthi thama ke
Menu
Ankh mar gaya
Ankh mar gaya
Tenu
Munda rupalay walla
Ankh mar gaya
Neend ko audanay wala
Chayn ko churanay wala
Dil ko lubhanay wala
Tenu
TOP
KAACHI
KALI
Lyrics: Maya Govind
Music: Ira Roshan
[Lines
sung by Chorus are typed in blue]
Mien to
kaachi kali hoo kachnar
Kali hoo kachnar
Kali hoo kachnar
Kali hoo kachnar
Zara sa khhil janay de
Meray jobun pay mairay sarkar
Meray sarkar
Meray sarkar
Bahar zara aanay de
Aray
jugni re jugni ho ho
Tra nikra badan mun bus gayo
Tare gal gulabi tare nain sharabi
Maray munwa ma agni bhar gayo
Mien hoo Jodhpur ki jugni
Mari chhalla hai kamaria
Bindia chham chhama chham chamkay
Mari taro bhari chunaria
Hai, hai, hai hai
Ho rasia, ho rasia, ho rasia
Moray mun basiya
Ho!
Moray payal bhi khnakay geet
Ha, khankay geet
Aray sant zara aanay de
Mien to kaachi kali hoo kachnar
Kali hoo kachnar
Zara sa khhil janay de
Taray baal
ghoongher walay
Naina badlo say kalay
Mien to morni si nachoo
Ho gaye pagal sab dil walay
Haan haan, haan haan
Ho chhalia, ho chhalia, ho chhalia
Moray mun basia
Ho!
Tujh pay barsoo gi chham
Haa chham chhama chham chham
Ghata too zara chhanay de
Mien to kaachi kali hoo kachnar
Kali hoo kachnar
Zara sa khhil janay de
TOP
|